Download as docx, pdf, or txt
Download as docx, pdf, or txt
You are on page 1of 30

Har haraf ko us ke magregh se

nikalna

Aur usk e sifad ko adah karna

Magregh har haraaf ka jaage se


nikinala

Sifaad: harraf ka sakth, mota, purr,


hona parhne

Kese parthe he

Kisme:

sifad lazima- ek harf ka jaage dosre


jaage par parnha-

sifad he ariza- adah na kare to


khubsurite khatam ho jate—ghunna
nahi kare—mayyy

17 taidad isme 10 aise sifaad he


lazima mutazada ( har ek sifad dosre
sifad ka zid he) aur 7 gaer mutaza
(zid nahi)

1.)hams-pasti-hams ki jamma (plural)


mahmoosa, haroof he mahmoosa he
10- 10 haroof he wo faa, haa, saa
and ha, sheen, ghaa, swaad, seen,
kaaf,taa-adah karte karte waqth
awaaz kamzoor aur saas jaari
(continue) rehta

2.)jahare- Pulandi (uuchaa)-baaki 19


he haroof he majhoora (plural)- En
haroof adah karte waqth awaaz
buland (high) aur saas band hota he

3.) Shiddat-sakthti-7 haroof he


shadida-hamza, jeem, daal, kaaf,
quaf, twaa, baa, taa- adah karte
waqth awaaz me sakhti aur quwat
aur awaaz band hota hai
4.) Rehqwaa- narami- Shadidaa aur
mutawasida ke elawaa baaki
rehqwaa 16 -adah karte waqth
narhami aur awaaz jari hota he

Mutawasida-Darmeyaan-5 haroof he
mutawasida- laam, noon, aein,
meem, raa- awwazz na band hoti
puura aur awaaz puurii jari nahi
rehti- kuch shiddat aur

5.) isteala- upar uthne ko bolte hai-


haroof he mustalia 7 he- zubaan jar
upar taloo ke tarf utha hai isse
haroof mota hota hai

6.) istefaal-niche rahne ko bolte hai-


mustalia ke eelawa 22 harf- zubaan
ki jar upar taloo me nahii uthe hai
isse haroof barik adah hota hai

7.) itbaaq- lipad (mix) jane ko bolte


hai- harrof he mutebaqe he 4-
swaad,dwaad,twaa, zwaa- adah
karte waqth zubaan ka beech taloo
se lipat jata he jisse ye haroof bohot
mote adah hote hai

8.) infitaah-judah rehne-mutbaaq ke


ilawa 25 munfatiha-adah karte
waqth zubaan ka beech taloo se
judah rehta hai

9.) izlaaq-phiselna-haroof he musliqa


6 hai-faa, raa, meem, noon, laam,
baa- zubaan aur hoto ke kinare se
bohot sahulat ke saath adah hote hai

10.) asmaat- mana karne ko bolte-


haroof he musliqa ke elawa 23
haroof he musnita- mazbooti ke
saath adah hote hai

Gaer mutazada

11.) safer- sitee- haroof he safiria 3


hai-swaad,zwaa, seen-adah karte
waqth magregh me seeti ke tarah
awaaz nikalti he
12.)qalqala- hilane- adah karte
waqth jumbish yani harakat payda
hota hai

13.)leen-narami-haroof he leen 2
hai-yaa aur wao-jab ye sakin ho use
pehle wale harf pe fatah ho-Was-
swifi--min ghofin-apne magregh se
itne narami se adah hote hai ke inpar
mud bhii mud bhii kar sakhte

14.)inhiraaf- phirhna -haroof he


munharifa laam,raa-en adah karte
waqth laam me zubaan ke kinare ke
tarf aur raa me zubban ke pusht ke
tarf melaan paya jata hai

15.) takreer- dohrane (repeat)- yee


raa sifad he-adah karte waqth
zubaan me larza payda hota hai aur
takraar ki mushabihat payda ho jati
hai, lekin takraar zaheer na honi
chahiye

16.)tafashee-phelne-sheen-muu me
awaaz pehl jaati hai

17.)istetaau-lat- lamba hone ko-


zwaad- adah karte waqth magregh
me awaaz taweel (lambi) ho jati hai

Mota partha he jab laves Allah se


pehle pesh aye

Mota parthe he jab laves Allah se zer


aye

Haroofe muqadaad

Alag Alag parnha

Tajweed Maxfat

Qurana kareem ke haroof sahii se


adah karna
Tajweed ka mauzood

Alif se yaa 29 haroofe tahjee

Tajweed ka fayda

Allah Talla ki rizaah hasil karna

Allah Tala hamse razi ho jaye

Tajweed fazeelat

Ye ilm sare aloom me Afzal aur


ashraf he isliye uska ta-allukh
kamalullah se hai

QURANA KAREEM KO THIIRE SE


PARNE TAJWEED KE SAATh qool se
ko change

Qurana Majweed karne pahle


wazzoo karna

Qurana majweed parhne se pahle


auzoobillah aur bismillah

Harrof he mustalia

Har halat Mota parhne, 7 haroofe


mustalia hai, khhaa swaad dwaad
twa zwaa gaein quaaf

Harfe mutbaqa

Swaad, dwaad, twaa, baa

Haroof he halqi

Hamza haa, aein haa, gaein ghaa

Kaise adah karte hai :

Gale ke upar part gaein ghaa

Middle se gala aein haa

Niche gale se hamza haa


zaber,zeb,pesh harakat(plural) keh
te hai

Jis haroof ke upper zeb, zaber,pesh


uske bolte hai mutaharric

Arabic

Zaber: fatah

Pesh: dhamma

Zer :kasra

Harfe muqattaaat- alif laaam meeem

Tanween:2 zaber,2 zer, 2 pesh

Harfe mutaharic

Maftooh fatah

Maksoor kasra

Madhmoon dhamma

Niyyat karte hu 4 rakat sunnat/farz


namaaze zuhuar waster Allah Tallhe
ke muum mera kabba sharif ke tarif
Allah akubar

Nammaaze jannaza

Niyyat karta hu is jannaze ki naamaz


ki waste Allah Tallah ki dua is miyyat
klei piche is imam ke baad Alllah u
Akbar, sannah uske baad Allah he
akbar uske durood sharif aur uske
bad Allah he Akbar dua aur uske
baad Aslam U akeykum ware matula
Tarqiiq-

Barik pahne ko

tareeq ( lavs he allah me zzer hai to )


parhne bolte hai

Muraqqaaq-jo harf bariiq bola jata


hai (kaaf, qaaf, seen)

Tafkheem

Mota parhne ne ko

Harfe Mufaggham-jo harf mota bolte


hai ( raa) jab zaber ya pesh

Jazam: harlat na hona

Tajdeeth:ek harf do baar ek sakoon


se aur harkat ke saath parhna: ma da

Harfe mutahharric:

Jis harf harf ke upar pesh usko bolte


hai mazmoom

Jis harf ke upar zaber uske bolte hai


maftooh

His harf ke niche zeb hai,usko bolte


he maxoor

Jis harf ke upar shud rehta hai uko


bolte hai mushaddad
Jis harf ke upar jazam usko bolte hai
sakin

ghunna:noon or meem mushhaddad

Nakk me awaaz nikalna

1 alif ke barabar awaaz

Noon Sakin aur tanween ka Halaat

Izhaar

Harf ko apne maghrag se ghuna ke


beger zahir kar ke parnha zahir
karna

Noon sakin ya tanween ke baad


harfe halqi aajaye to phir Izhar

Ann amta

Idghaam

Harfe sakin aur harfe mutharik mila


ke harfe mushshudu

Noon sakin aur tanween ke baad


harfe yaarmaloon aa jai

Ma alghunah: ghunna ke sath (meem


noon wau yaa)

Billaghunnah: ghunna ke beger ( raa


laam)

Iqlaab (Meem sakin men ahi hai)


badalnaa

Ek harf ka jagha ko doosra harf me


tabtdeel karna

jab noon sakin aur tanween ke baad


harfe baaa aaj jay to meem se badal
jayga
iqhfaaa

kise harfe sakin ko izhaar aur


idghaam kee darmiyani ki fietse
ghunna ke saath taashteeth ke
begher adhaa karna (naak me awaaz
chappa ke parnha)

noon sakin aur tanween ke baad in


15 mese harf aa jay tapir iqfha hoga

taa saa jeem dal zal zaa seen sheen


swaad dwaad twa zwaa fa kauf kaaf

Meem sakin ke Halaat

Idghaam he Shafavi

harfe sakin aur harfe mutaharic mila


ke harf mushashadad

jab meem sakin ke baad meem


mutahric aa jay

meem sakin

Idgham e shafavi

Meem sakin ke baad meem mutahric


ajaye to pehle meem dosre meem
me mudgum hoga aur ek meem
musahad adaa hot

Iqfha e Shafavi

meem sakin ke baad baa aaj jay to


meem sakin ke saath ghunnha ho
gaa

Izhar e Shafavi

meem sakin ke baad baa aur meem


ke elelwa bakhe harf aaj jay to
meem sakin me izhaar hoga
Allahumma mataene bisamee
walbasaar

Qalqala

Usko hila ke parhte

Is harf ke upar jazam tapir

qalqala hoga

quaaf,twaa,baa,jeem,dall

Qut-bu-jaddin

Sukuun ke Halat me

Waqaf surut me

MUD

Kheach ke parhna

Haroof he madda

Alif madda,wau madda, yaa madda

Alif se pehle zaber

Wau sakin se pehle pesh

Yaa sakin se pehle zer

Mud ki 2 kisme

Mudde asli- ek alif barabar hota- har


madda ki zaati (ghaas, speciality)
meghdaar- alif kam parhne ki adah
karne me haraf ke zaat baqii nahi
rehti

Mudde faryii- harfe mudda ko unke


zaati meghdaar se zyada karna- ek
alif ke mud se zyada parhna

Asbaap:

Hamza: jaaaa a

Sukuun: aalaana
Tashdeed: zwaallleeen, agar mud ke
shud ho

4 kisme (kind)

Made mudtazil- hamza aur harfe


muddaa ek kalme me ho, to kheech
kas ke parhe hai, made wajib,
tavassut

Made munfasil-hamaza aur harfe


mudda alag kalme me hai, to
tavassut aur qasr, mudde jaiz

Made lazim- harfe mudda ke baad


sukuun ya tashdeed aa jaye, tuul

Kalmi mughaffaf- Harfe


mudda ke baad, kalma me sukuun
asli hai,

Kalmi Musaqqal – Harfe


mudda ke baad mushaddad harf aa
jaye

Harfi Mukhaffaq – harfe


muqqa-aat me alif madda ke baad
harfe sakin

Harfi Musaqqal - harfe


muqqa-aat me alif madda ke baad
harfe mushadddad

Leen – harfe leen ke sakin


harf ho

Made ariz –

Wakhfi- waqf karne ke wajeh


se sakin karlena

Tuul behtar hai

Leen- Harfe leen ke baad


sukuun he arzi

Qasr behter hai

Meqdaar:

Qasr: meqdaar mudde asli hai


Tavassut: iske meqdaar 2 alif hai,
arhai alif yaa 4 alif khechna

Tuul: iske meqdaar 3 alif hai, 5 alif

Iqlaab

Chota meem

Noon sakin ko meem me batalte hai

Tamween ko batalna meem se

Lahan - ek he tajweed ke khilaaf


Quran parnha aur doosra he galat
parnha

Kisme

Lahane jalee: barah aur zahir galti

1. Tabdiilul-harfi Bil-harf -- Ek
harf ka jagha doorse harf
parnha alhhamdulilah ko
alhamdulilla
2. Ek harkat kaa jaghaa doosre
harkat pahrnha
3. Mutaharik ka jagha sakin
parhnha sadaqana ko
sadakna
4. Sakin ka jagha mutaharik
parhna anaamta ko
anamata
5. Mushadad harf sakin parnha
qaddara qadara
6. Sakin harf mushadad parnha
fakadir ko fakadirrrrrrrrrrr
7. Kise harf ko uski asal had se
barah ke parnha naabudu ko
naabuduuuuuu
8. Kise harf ko uki asal had se
ghata ke parnha lam yooo
lad ko lam yo lad

Lahane khafi: chote galti sifaat he


ariza me jo galti ho jat he

Ghunna na barnha

Waqf-jaha rukhte final

Kisme 5

waqf bil ibtaal-jis harf upar do zaber


ke tanween waqf kare ge to alif ke
saath badle ge aur tai mudavvala ko
ha me badalna

waqf bin iftaal

waqf bin roum/ jiske upar

Antonym(Zid)

milana

Jis jagah waq karna saas aur awaaz


dono khatam kare ge

Kaise parhte hai:

Jab meem aata to waqth

Laam alif pe waqth nahi karte

Twaa me therena chaheya

Jeem nahi karne chahiye

Zaa nahi terhne chahiye

Swaad me nahi therena chahiye

Quaff pe milana ke parhne chahiye

Wasal
Ek kalme ko dosre kalme se milana

Tai mutavvala

Waqf or wasal karne me tai hi rahe


ga

Tai mudavvara

Waqf karne haa me badal jaye ga

Wasal karne me tai hi rahe ga

Lavs he allah

Agar zaber ya pesh hai, to phir mota


pahre

Raa mota jab raa maftooh, raa


mazmoom, raa sakin aur aur use
pehle wale harf me zamma

Raa bareek jab maxoor ho, raa sakin


aur usse pehle zer ho, raa sakin ke
pehle bhi harf par zer, raa zakin se
pehle yaa sakin

Magregh-matlab:haroof nikalne ki
jagah….(plural) maghareg {taidad 17}
2 aqsay halq (niche throat) hamza
haa

3 .waste hlaq (middle throat) aein


haa

4. aidnai halaq (halaq upar wala


hissa) gaein ghaa

5 .lahaad (kowe ke mudtasil)zubaan


ki jar upar taloo ke naram wele se
lagah) quaf

6 zubaan ki jaar aur taloo ki skathe


se kaaf adah hote

7 zubaan ka beech jab upar taloo se


lagah use jeem,sheen,,yaa gaer
madda} haroof he shajaria

8 (d)zwaad zubaan ki karbat (hafa


lisaain) upar ke daaro (zawahic
twawahin navajis) ki jar se lageh.
Harfe Hafia-zwaad

9 laam-zubaan ka kinara (side) yane


tarfe lisaan (Arabic zubaan) jabke
sanaya ulya(front two teeth up)
rubaye anyaab aur zwahic ke masoro
se lageh jase lilla , sanaye sulfa(front
down two teeth)

10 noon-zubaan ki nok jab snaya


rubaye anyaab ke masoro se lageh
jaise anamta (zubaan ka kinaara aur
daato ke jar ke upar taloo ki janib
wale hisse se laam,noon raa ada
hothe he)

11 raa- zubaan ki nok bama puste


zubaan jab sanaya rubaye anyaab ke
masoro se lageh, Theese three called
haroof he tarafia aur zalqia

12 twaa dall taa—zubann ki nok jab


upar datto ki (sanaye ulya) jar se
lageh –ihbit shaddna fyaatat---
haroof he nityaia

13 zwaa zaal saa—zubaan ki nok jab


upar wele agle dono datto ke nok
(snaye ulya) se lageh—fazzwan
taazzana yalhas—haroof he lisaviya
14 swaad zaa seen- zubaan ki nok jab
upar aur niche ke agle dono datto ke
darmeyaan (snaye ulya wa sulfa) ke
lageh-haroof he safiria

15 faa—upar ke datoo ke kinare aur


niche ke hot ki tar wele hisse se —
afhida

16 ba- dono hoto ke tar hisse se

18 Dono hoto ke khoshuk hise se


MEEM ada hota he

19 dono hoto ke golaye se wow ada


hota

Rubaye(4 teeth after front two teeth

Anyaab(2 teeth after rubaye

zwahic(2 teeth after anyaab

nawajis(2 teeth after zwahiic

twaa dall taa—zubann ki nok jab


sanaye ulya ke jaro se lageh –ihbit
shaddna fyaatat---haroof he nityaia

zwaa zaal saa—zubaan ki nok jab


snaye ulya ke kinaro se lageh—
fazzwan taazzana yalhas—haroof he
lisaviya

datth

sanaya ( 4 front teeth)sanaye ulya up


2 teeth,sanaye sulfa 2 down teeth

rabayiyaat (sanaye ke satth upar 2


aur niche day bay daato ko)

anyaab(rabaye ke sath 2 2 upar aur


niche day bay daato ko

dwahic(anyaab ke sath 22 upar aur


niche day bay daato ko

twahin(zwahic uske saath 3 3 upar


niche day baaye daato 12 in total
nawajis(twahin ke saath aaghir me
upar niche daaye baye 4 daato ko
nawajis kehte)Abdgaass,

swaad zaa seen- zubaan ki nok jab


snaye ulya wa sulfa ke kinaro se
lageh-haroof he safiria

faa—niche ke hoot jab sanaya ulya


ke kinaro se legeh—afhida

baa meem wao-dono hoto ki taree


se baa khushrki se meem aur hoto ke
natamaam milne se wao gaer madda
adah hote he – haroof he shafaviya

kheishoome-naak ka bansa isse


ghunna—annntom

twaa,daall,taa-zubaan ka nok jab


sanaya ulya ki jaro se lage-nita e ya

Tilawat shuru karne 3 suratun

1. Ibtadyah(shurru) kiraat
iftdyah surat
Quran shuruu karre
Jaha suurat se shuruu
Hukam- isme auzoobillah aur
bismillah
2. Iftdyah kiraat darmeyane
surat- surat darmeyan se
shurru karne
Isme tauoz (auzoo) zaroori
aur bismillah (optional)
3. Iftdyah surat darmeyane ke
baad
Surat ke khatam karne baad
doosri surat aur bismillah
parhna.

Tauoz, bismillah aur surat


Waslequl-Auzo, bismalah aur
surat milaane ke parhna
Faslequl-Sab ko alag alag parhna
Fasleauwa wasne sani- Auzobil
alag pare, aur bismillah aur
surat ko ek saath
Wasle auwal fasle sani-Auzo aur
bismillah ek saath, surat ko alag
parhna
Seqtha-thore der ke liye rukna

Qun se jaiz he aur najaais

Ibtdyah kiraat iftdyah surat


chaaro sahii

Ibtdyah kiratt darmyane –


(Bismillah pareh)Jaiz-Faslequl,
Wasle auwal fasle sani

No Bismillah) wasle aur fasle


dono jais but,
Agar ime allah tala zaati ( allah
tala)aur faati-Azoobillah ka wasal
najais he

Waslequl,faslequl, fasle auwal


wasne sani jaiz he, wasle auwal
fasle sani najaiz he-ibtdyah surat
darmeyane kiraat

Shuruu karne ke waqth


azuubillah aur bismillah laazmih
hai
New surat hone par bisimillah
parhna
Agar interrupt hua and continue
kiye to phir auzuubillah kaho
Suratut toubaa me bismillah nahi
parhna

Tarteel-dhiire, bohte itmenaan ke


saath magaragh or siffate lazima,
ariza ke ihtemam karkhe pharne ko
Hadar- Tajweed ke qaywayd ke kehal
karke teazi ure ravangi ke saath
parnhe ko hadar kete he

Tadweer- tarteel aur hadar ke biich


me, na zyada taez, aur na zyada
dhiiire se parhne

Iztimaye sakinai- do sakin ek haroof

iztamaye sakinaye ala hadiye- dono


sakin ek kallme me ho, pahle sakin
madde asle ho ya arzi, Sakin aslii
mizaal aaallaana ime alif aur laam
sakin he

istimaye sakinaye ala gairi haddihii-


jab pahle sakin madda ho aur dono
sakin ek kalme me na ho jaise tah-
tihal an-haar, ek kalme me o dono
sakin ho par madda na ho jaise laye-
latul qad-ri, dono sakin madda na ho
aur dono sakin alag kalme ho ye jaiz
nahi, change need) agar pahle sakin
madda ho aur dono sakin ek kalme
me na ho, , dono sakin ek kalme me
ho lekin pahle sakin madda na ho aur
dono gaer madda, waqth me jaiz aur
wasal me jaiz nahi he jaise lay-la-tul-
qudr, dono sakin alag kalmo me ho
aur dono gaer madda ho to pahle
sakin ko sakoon ke jagah harkat de
ge.

Ala gairi hadiye- agar pahle sakinjo


hai wo agar harfe madda na ho usko
harkat kesre kar dege aur agar pahle
sakin meem jamma ho to ussko
zamma aur minjara ho to usko noon
ko fatah dia jaye ga

pahle sakin madda hazaf jaise


tahtahal-anhaar
Sakhta kise kehte hai-kisii harf par
thorii der ke liye bagaer saas liye we
therna –aaghrii para- bal raana

Surat qahf-ivajan- ivajaa-

Sutayul yaa seen- waqf kiya to aage


se shuruu kar sakhte

29 aur 30 para me zaruuri

Swaad ke upar chata seen rehta to


unko kaise parhege- suratul bkarah-
uyak bizu wa yabsutu

8 para- fil ghalki bastagh

Ime me see parhe ge

27 para- am humul musaitiyoon—


dono seen aur swaad parh sakhte

Suratul gaashiyah-bi mu saitir- isme


sirf swaad parh sakhte hai

Muqamat alif hai to waqf me aliff


parhe ge- anaaaa- waqf nahi kare ge
to aliif naprhe ge-salaa sila- waqf me
alif parhe ya na parhe

Suratul mualaat- alam nakglogh kum

Idraamenaqis- page 527- laam ko


qaaf ke saath parhe bina qalqala ke

Idraametaan- page 527- laam ko


sidha kaaf ke saath parhe,,, bina qaaf
ke

Surat yusuf- laa ta manna- aisel me

Il man nahu—book
Fayda- kahaa zer, zaber , pesh kaha
kyuu hai

Taareef- arbi ka il minahu who illam


hai ke jisme issam (noun),pel(verb),
harf (adverb), ko jor kar jumla
(sentence) banana ki tarkeeb aur har
kalme ke aaghri harf kii halat
maalum ho

Fayda- arbi zubaan bolne aur likhne


me kisam ke jo galti hai use
maghfoos rehta hai

Faiz, Daar, dagala, shtee- dagalaa


(enter) faiz fiddaar (ghar)

Muzhoolahuu-is illam ka musoolahu


kalma (jo ek manaa batai) aur
kalaam hai

Lafaz-Jo baat zubaan se nikhle usko


lafaz kehte hai- 2 kisme

1. Uska mane rehta-mauzoo


2 kisme:
Mufrat- jo ek mane batai aur
isko kalme bhii bol sakhte
hai – kalma kii 3 kisme hai

1.issam- issam who kalma hai jiske


mana bagaer doosre kalme ke
milaaye maalum ho jaiye- isme 3
zammane hai, mazii, mustaghbil,
haal aur isme zamaan ana pa jaya jai

Jaamid-wo isssam hai jo na gud kisii


lafaz sa bana ho aur na use aur koi
lafaz banra ho-rajuulun farasun

Masdar-jo gud kissii lafaz se nahi


banta par isse bohut lafaz bante –
nasrun zarbun

Mushtaq-jo masdar se bana ho-


naasirun

2. Phel- wok alma hai jiske


mana doosre kalme ke
milaaye ke baegaer maalum
ho jaiye aur isme koi
zamaana bhi paaye jai
Nasara(past) yan suru(future)-
Nasara- madad kiya(karega) tha us
ek mard ne

Maazi-Past

Muzaare- Present/Future

Amar- hokum karte

Naehi-deny

3. harf-wo kalma hai jiske


mana doosre kalme ke
milaaye baegaer maloom na
ho

Amil-amal karna

Jaara-aaghiri harf ko kesra me


change karte

Gaeramil-wo harf kuch nahi amal


karta

Muraaqqab-wo lafaz hai jo do ya


zyada kalme ko jor kar banaya jai

1.. Mufiit- wo hai jab kehne wala


baat kheh chuke to sunne wale ko
guzazta wakiya ki ghabar ya kisii baat
ki talab(direction) maalum ho –jumla
aur kalaam keh sakhte-jumla 2 tarah
hota hai

Jumla ghabriya- us jumle ko kehte


hai jiske kehne wale ko saccha ya
ghuta keh sakhe

Jumla ismiya-us jumle ko kehte jiska


pehla hissa issam ho, doosra hissa
issam ya phel- zaydun(musnad alai,
mughtadah) aalimuun(musnad aur
ghabar) ( tanween hai to issam hai)
—zaydun alima (phel)

Jumla fayliya-wo jumla hai jisa pehla


hissa phel aur doosra hissa phaail-
aalima (phel)zaydun (phaail)-musnad
alai- jiske taraf kisii issam ya phel ki
misbat kii jaaiye or usko mughtadah
isliye kehte hai ke isse jumle kiii
ibhtidah hotii hai---musnad ya
ghabar- wo hai jisko doosre ke traf
misbat kare aur isko ghabar isliye
kehte hai ke ye pehle issam ke haal
ki ghabar deta (jaise zayd kya hai)
------------------Zaydun (musnad alai)
aalimuun (musnad)- issam musnad
aur musnad alai dono ho sakhta-------
Phel musnad hota par musnad alai
nahi hota—aalima zaydun-phel
phaail ke bare me batata--------harf
na musnad na musnad alai

Attayaaamu haazirun-ghan hazir hai

Akala ghaalidun(jumla fayliya)-ghaa


liya (wahidun-singular,
tasniya-only 2)

Jumla inshahiya-wo jumla hai hai


jiska kehne wale ko saccha ya ghuta
na keh sakhte- insha- ek chiz ka
payda(create) karna

Amar-Izrib maar usko- hokum

Naaehi-mana karna-laa isrib

Istighaam-question-hal zaaba zaydun


(kya zayd ne maara)

Tamannii-layta zaytan haazirun


(kaash zayd hazir hota)-wish

Tarajjii- la allaa amran gaa ibun


(umiit hai kii amar gayab ho jai)

Oogood-mahmelaat-bihatu (maine
becha)-va istaraitu ( mai ghariida)

Nidaa-kisii awaaz dena- ye allah

Araz-alaa tatiinii fa ootiikaa binara


(tum mere paas kyu nahi aata ki mai
tughko ashharati(gold) du)

Qasam-wswear-allah ke kasam zayd


maarte

Tahajjub-mah ahsana huu ahsin bihii


(kis chiiz isko hasiin(ghubsurat) kar
diya kis qadar hasiin hai)

2.. Gaer mufiit-kehne wale baat keh


chuke sunne wale ko us baat se koi
fayda, ghabar, ya talab na hasil ho-3
kisme

Muraqqabe izaafi-wo hai jisme ek


issam ki izaafat (misbat) doosri issam
ke taraf ho jiski izaafat hotii hai usko
maff muzaaaf aur jiski taraf hotii hai
usko mazaaf ilai-gulaaamu
zaydin(muzaaf ilai) (zayd ka gulaam)
(gulaam zayd ke taraf izaafat kar
rahii)(Gulaam hai muzaaf)

Muraqqabe binaii-wo hai ke do


issam ko ek kar diya ho aur en dono
issmo me koi misbate izaafi and
isnadi(musnad ilai ke taraf koi kisii
issam ya phel ki misbat karte hai
usko misbate isnadi kehte hai) na ho,
pehle issam ko doosre issam ke
saaath rabat(milaane word) kehne
walaa koi harf ho- ahada ashara
(eleven)–asle me; ahaduun va
ashara-wao ko hazaf (hatane) kar
diye-dono issmo me fatah hota- sirf
isna ashara anihi hota(pehle hissa
badalte rehte hai)

Maraqqabe mana a asar- jo hai do


issam ek kar le aur dono issmo ko
rabat dene wala koi harf na ho-baala
bakka (sher ka naam)-asle me;baala
bakka hai

4. Mane nahi rakhe- muhmal

Grammar

Prepositions/haroof he jarra- kuch


haroof jo amal karte hai

Haroof he jarra-jab ye issam par


daaghil hote hai to uske aaghru harf
ki harkat kesra badalte hai

Baa, taa, quaf,laam, munz (meem


noon zaal), muz (meem zaal), ghala,
rubba, ghasha,min, adah, fii, an,
allaa, hattaa, ilaa-haroof he jarra
Jumla zaati(original), sifaati
(characteristic)

Jumla-Do kalmo se kamlo se kam


nahi rehta-dono kalme lafzo me
maujud hoge-zaraba zaydu (do
kalme) (lafzeh me maujud hai)—
(jumle do zyada kalme ho sakhte hai)

taqbeeran hoge- izrib (tuu maar)


(andar anta aur zamir chupaa wah
hai)

zaati-ki 4 kisme

jumle ismiya- us jumle ko kehte jiska


pehla hissa issam ho, doosra hissa
issam ya phel- zaydun(musnad alai,
mughtadah) aalimuun(musnad aur
ghabar) ( tanween hai to issam hai)
—zaydun alima (phel)

jumla fayliya-jumla hai jisa pehla


hissa phel aur doosra hissa phaail-
aalima (phel)zaydun (phaail)-musnad
alai- jiske taraf kisii issam ya phel ki
misbat kii jaaiye or usko mughtadah
isliye kehte hai ke isse jumle kiii
ibhtidah hotii hai

jumla shartiya-fa in tuk rim ni ok rim


ka (tuu mera ikram, to mai tera
ikram karooga)-shart(threthen

jumla zarfiya-in dii malun (mere paas


maal hai)

jumle ke sifaat-6 kisme

mubayyana- pehle jumle ko khol ke


bayan karte-al kalimatu aallaa
sallaasati aqsaam(kalme teen kismet
par hai)- ismun wa fayalun wa(wa
hai aur) harfun (wo teen kism
issam,phel harf hai)-sahii se batataa

mu aa lillah-jo pehle jumle ki illat


bayan kar de-laa tasuumu fii hazihil
ayyaami (tum rozaa nahi rakho en
dino me)– fa innahaa ayyaamu aq liu
wa ashrubiu wa abii aalin (isliye ke
ghane pine aur juma ke din hai)
muatariiza- jo doo jumlo ke
darmeyaan bejor wake ho- qalaa abu
hanifaa raahimahullah(rahimullah
lagaana zaara zarruuri nahi)(tazeem
ke waje se lagaya)(iske bina teekh
rahe ga) anniyaatu fil auzooo i laysat
bi lashartin

mustanifaa- us jumle ko kehhte jisse


nya kalaam shuruu hojai ibtidayeya
bhi kehte-al kalimatu aallaa sallaasati
aqsaam ( nya chiiz kohlte)

Haaliya-wo jumle hai jo haal wakiya


ho- jaa anii zaydun (zayd mere paas
aya) wahuva raaqibun (aur wo
savaar tha, kis haal me hai)

Matuu ffaa- wo jumla hai jo pehle


jumle par ataf kar diya jai- jaa anii
zaydun (zayd mere paas aya), wa
zahaba amrun (aur amar chalaa
gaya)-wao haroofe aatifa hai

Aalaamate issam (symbols of issam

Alif laam shuruu me ho-alhammdu

Harfe jar-bi zaydin ( harfe jar,


tanween, maarfa),

Musnad ilai-zaydun qaalibun

Muzaaf- gulaamu zaydin

Musagg ghar ho (tasgheer)-jis ism


me chotayii ya hakarat ka mana paye
jai-quraishun rujailun

Man soogh-ism ke aaghar me misbat


ke liye yai mushaaddad aur use
pehle kesra zyada karne se jo issam
bnta haiuske isme mansoogh

Mau soof-rajulun(mausoof, tanween


aur naqra) kariimun (sifat)

Tai mutaharric-zaa riba tun

Tasniya-wahid:1 tasniya:sirf do -
rajulaani (2 mard)
Jamma-(do se zyada)rijaalun(bohut
zyada loug)

Phel-wo tasniya ya jamma na hota-


phel wahid hai-uske seeghe tasniya
ya jamma kehte hai

Faa a laa-wahid segha

Aalamaate phel

Qad-qad shuruu me ho- qad zaraba


(beshaq usne maara)

Seen- seen shuruu me ho- saya


zaribu (kariib he to marega)

Soufa-soufa shruu meho-soufa ya


ziribu (aan kareeb hai mare ga)

Harfe jazam –lam (lam harfe jazam)


yazrib

Zamiire mudtasil-zarabtu-wo eksaath


rahe, ek saath rahe, jura nahi

Agghar tai sakin- zarabat

Amar-izrib

Naehi- laa izrib

Harf-

Isme issam ya phel ki ilaamat


nahipaa jaye

Muarab aur Mabnii-aaghrii harf ki


tabdilii ke ittabaar se kalme ke do
kismet hai
Maurab-wo kalma hai jiska aaghri
harf hamesha badalta rehta ho, aur
jiske sabab (jiske wajah se)se ye
tabdiiilii hotii hai amil, aur aur who
chees aaghrii harf se badaltii phir
usko aeraab kehte hai- jaa a (amil
aur zayd par zamma) zaydun—ra
aitu (phel, ana zamiir faail) zaydan
-------------------aerab 2 kism-
harkati(harkat se) aur harfi (jaise alif,
wao,yaa)-----------mahalle aerab-
aaghrii harf jiske aerab change hote

Mabnii-wo kalma hai jo hamesha ek


haal par rehta ho, uske amil se
badalne uske aagrii harkat kuch
tabdilii nahi hotii—jaa a haazaa--ra
aitu haaaza--marartu bi haaaza

Maurab aur mabnii aqsaam-


tammaam ismo me sirf isme gaer
mutamakkin mabnii hai aur
aphaal(phel ka jamma) phelemazi
aur amarhazir maaroof aur phele
muzaare woo seeghe noon jamma
mu annas aur noon taqiid ka ho aur
tamaam haroof mabnii hai

Mutamakkin-tamaakun ke mane
jagah dena, ye ism aerab ko jagah

Gaer mutamakkin-aerab ko jagah na


dena—hay haata (door hu a) (issam
hai par phel hai)----8 kisme ya mabnii

1.muzmaraat- zamiiro(pronoun) ko
kehte

Marfuu mudtasil-phail ki wo zamiir


jo phel se mili ho------ zarabaa
(zaraba phel, wo zamiir isme
phail),zarabaaaa (un do
mardo,muzaqqar gayb ho) ,
zarabuu(sare mard ne maara),
zarabat(muaannas, wahid, gayb
tasniya ho) , zarabataa, zarabnaa,
zarabta (wahid, muzaqqar, hazir)
zarabtumaaa,zarabtum,
zarabati(mu aanaas hazir),
zarabtumaaa(tasniya, mu annas,
hazir), zarabtunnaaa,
zarabtu(wahid mutakallim[baat
karne wala],), , zarabnaa(jamma
mutakalllim)-------------sami a (sunna)

Marfuu munfasil-phail ki wo zameer


jo phel se judda ho –ana (mai),
nahnu (we), anta (you), antumaa
(tum doo, muzaqqar,taniya) , antum
(tum sab,jamma muzaqqar),
antii(muhannas, muzaqqar, hazir,)
antumaa(muhannas ,tasniya hazir),
antunnaa(jamma, muhannas hazir),
huva (wahid muzaqqar gayb, wo),
humaa (wo doo), hum(jamma), hiya
(muhannas), humaa(tasniya
mhannas), hunna (jamma
muhannas)

Mansuub mudtasil-afooul ke wo
zamiir jo phel se milii-
zarabahuu(usne usko maara, wahid
muzaqqar gayb), zarabahumaa(un
dono ko maara), zarabahum,
zarabahaa, zarabahumaa,
zarabahunnaa, zarabaka(hazir, aap),
zarabaakumaa(u do ko maara),
zarabakum, zarabaki, zarabakumaa,
zarabkunnaa, zarabanii(wahid
mutakallim, usne mughe maara),
zarabanaa(hum sabko maara)

Mansuub munfasil-mafa ool ke wo


zamiir jo phel se judaa ho---
iiyaahu,iiyaahumaa, iiyyyaahum
(jamma), iyaaahaaa(wahid muannas
gayb), iyaahumaa, iyaahunnaa,
iyaaka(wahid muzaqaar hazir),
iyyaakumaa,iyaaakum, iyaaaki(wahid
mu annas hazir), iyaakuma,
iyaakunnaa,iyyaaya(wahid
mutakkallim), iyyaanaaa

Majroor mudtasil-

1.harfe jar- lahuu, lahumaa, lahum,


(muzaqqar gayb) lahaaa,
lahumaaaa, lahunnaaa
laka,lakumaa, lakum, laki,
lakumaaa, lakunnnaa, liii, lanaa

2.muzaaf-daaruhuu,daruhuumaa,
daaruhum, daaruhaa,
daarahumaaa, daaruhunnaa,
daaruka, daarukumaa, daarukum,
daaruki, daarukumaa, daarukunnaa,
daari, daarunaa

2. asmaaye mausuula- isme


mauuusoon o ism hai jo jumle ka
pura juz bagaer sile ke liye nahi hota,
sile jumla ghabriya hota hai ke jisme
zamiir mausul ke taref lotenee walii
hoti- allaaziii, all lazaaani, allaaa
zayni, al laaziiina, al latiii, al lataaani,
al latayni, al laaatiii, al lavaatii, maa
man, ayyun, ayyah—jaa allaazii
abuuhum(mughtadah) (aalimun
ghabar)(abuu muzaaf) (huu
zamiir,muzaaf ilai) (ayyaa wo shaksh
jiske baap aalimun) (mughtadah aur
ghabriya mil kar sile ho jjaaate) (jaa a
sile milke jumle fayliya ghabriya)

3.asmaye isharaa-

Ishara kariib (jaise ye)- wahid aur


muzaqqar uske ke liye haa zaa—
tasniya ke liye haazaani- mu annas
ke liye haazihii-tasniya mu annaas
haataani-jamma mu annas aur
muzaqqar ke liye haa ulaa i

Ishara bayeer-

4.Asmaye af aaal-

5. asmaye afswaat

6. asmaye zaroof

7.asmaye kinayaat

8. muraqqabe binai

Haroofe leen
Wao leen, wao sakin ho pehle harf
par zaber ho

Yaa leen, yaa sakin se pehle harf par

Tilawat

Tarteel- bohut itminaan , magaregh


aur sifaat he lazema ariza ke saath
parnha

Hadar-tajweed ke qawayid ka lehaaz


kar ke, taezi aur ravaani se parhne ko
bolte hai Hadar

Tadveer- tarteel aur hadar ke


darmeyaan me parhne ko bolte hai
Tadveer

You might also like