Download as pdf or txt
Download as pdf or txt
You are on page 1of 9

Surat Al-Hujraat-49:1

Yaa Ayyuhallazeena Aamnuu Laa Tuqaddimuu


Bayna Yadayillaahi Wa Rasoolihi Wattaqullaah,
Innallaaha Sameeun Aleem

Huroof Nida:
Woh Alfaz Jo Kisi Ko Pukarne Key Liye Istemaal
Kiya Jaye Woh Huroof Nida Hai.
Ex. Ay, Arey, Abey, Oey Waghairah
Arabic Zaban Mein3 Huroof Nida Hain:
Ayyatuha lezl Ayyuha lel Yaa
1 Yaa Ka Istemal Muzakkar Aur Muwannath
Dono Ke Liye Hota Hai
Ex. Yaa Asma (Muwannath), Yaa Khubaib
(Muzakkar
2 Ayyuha Ka Istemal Muzakkar Ke Liye Hota
Hai
Ex. Ayyuharrajul [Ay Aadmi)
3 Ayyatuha Ka Istemal Muwannath Ke Liye
Hota Hai
Ex. Ayyuhalbint (Ay Ladki]
Pg28
Isma Mausulah:
Allazeena Jo Sab Ashkhas/ Log
Allazee Jo Ek Shakhs
Allatee Jo Ek Muwannath
-

Allaaee -Jo Sab Muwannath


Jama Ki Alamaten:
Jama Ki Alamatein 3 Hain: .
Yeh Alamatein Jis Kalime Ke Akhir Mein Lag
Jayen Use Dete Hain.
Jama Bana
Ex. Aamnuulsiol, Tuqaddimuu go

Aamna -
Jo Ek Shakhs Imaan Laya
Aamnuu -
Jo Sab Imaan Laye
Aamnuulgiál Ka HuroofMaddah u e Hai Aur Is
Huroof Maddah Se Qur'an Mein Taqreeban 1200|
Se Zyadah Martaba Kalimah Aayen Hain.
"Yaa Ayyuhallazeena Aamnuu" Ka Tarjuma
Hoga Lughat Ke Mutabik "Ay Woh Tamaam Log
Jo Sab Imaan Laye HHo.
Behtareen Jumlah Bana Kar Kaha Jaye To "Ay
Ahle Imaan"

Pg 30
Harf Nafee:
"Laa Harf Nafee Hai, Mana Karne Ke Liye Bhi
Istemaal Hota Hai,
Laa Urdu Zaban Mein Bhi Istemaal Kiya Jata
Hai Isi Ma'ni Key Sath
Ex. LaaJawab, Taa Ta'adad, Laa Zawal..
Laa Qur'an Mein Taqreeban 7oo Sey Zyadah
Martaba Aaya hai.
JamaKi Alamaten:
Jama Ki Alamatein 3 Hain:
Yeh Alamatein Jis Kalime Ke Akhir Mein Lag
Jayen Use Jama Bana Dete Hain.
Ex. Aamnuulsil, Tuqaddimuulgo
Tugaddim Tum Aage Badhte Ho
Tuqaddimuuu -Tum Sab Aage Badhte ho
Laa Tugaddimuu - Tum Sab Aage Naa Badho
Tudaddimuu lso" Mein "Taa "Mukhatib Ki
Alamat Hai Jiska Meaning Hai "Tum, Aap'Jo
Aap Pahle Padh Chuke Hain
Tuqaddimuu Ka Huroof Maddah ` Hai
Maddah s 3 Qur'an Mein 48 Martaba Aaya
hai.

Pg.31
Ay Ahle Imaan Tum Sab Aage Naa Badho
Ay Ahle Imaan Tum Sab Pesh Qadmi Na Karo

Bayna Darmiyaan, Beech


Yad - Hanth

Yadayi g Dono Hanth


BaynaYadayi g4i i Dono Hanthon Ke Darmiyaan
Dono Hanthon Key Darmiyaan Ya'ni Samne
Allahi aill -
Allah, Haqeeqi Ma'abood
Wa s - Aur

Rasoolihi alsaj - Uske Rasool

Zamaer Ki Misaal:
Rasoolihi djaj Mein ZameerHai , Zamaer
"Zameer" Ki Jama Hai Aap Pahle Zameer Padh
Chukey Hain Ab Iska Tarjuma Padhenge Misaal
Ke Sath
4 Muannath Ke Naam
1. Asma, 2. Sarah, 3. Arrah Aur 4. Jaynab
4 Muzakkar Ke Naam
1. Khubaib, 2. Aslam, 3. Salman Aur 4. Abdullah

Pg32
Do Jumle Misaal Ke Liye:
Yeh Qalam Uska Hai. Woh Talibe Ilm Hai
Qalamuhu als U s Ek Muzakkar Ka Qalam
Qalamuha ls Us Ek Muannath Ki Qalam
Qalamuhuma ljab Un Do Muzakkar Ka Qalam
Un Do Muannath Ki Qalam|
Us Ek Muzakkar Aur Ek
Muannath Ki Qalam
Qalamuhum l Un Sab Muzakkar Ka Qalam|

Qalamuhunna l i U n Sab Muannath Ka Qalam


Woh Talibe Ilm Hai
Woh (Ek Muzakkar) Huwa Taalibun J
Woh (Ek Muannath) Hiya e Taalibatun ádl
Woh (Do Muzakkar) Huma Ls Taalibaani A
Woh (Do Muannath) Huma Li Taalibataani
stll
Woh (Dono, 1.M, 1.1) Huma Li Taalibaani
Woh (Sab Muzakkar) Hum Tullaabun L
Woh (Sab Muannath) Hunna s Taalibaatun L|
Allahi Wa Rasoolihi dgaj s 4ill- Alah Aur Uskey Rasool
Bayna Yadayi Allahi Wa Rasoolihi alg-ay 9 a g H
Allah Aur Uskey Rasool Key Samne/Aagey
Ab Aap Tarjuma Kar Ke Likhen.

Pg33
Wattaqullah aill ail s
Wa s Ka Ma'ana "Aur" Hota Hai Yeh Hindi Urdu|
Zaban Mein Bhi Hai. Ittacqu lsäsl Mein JamaKi
Alamat s Hai Jama Ki Alamat Ko Alag Karne Pa
Bachega Ittaqa Is Kakima Ke Shuru Mein Alif
Aaya Hai.
Kalimah Key Shuru Mein Alif Sirf 3 Halton Mei
Aate Hain Jo Aap Pahle Padh Chukey Hain
Kalimah Se PahleAaney Wale Alif Key 3Halat
Aur Misaal:
Haalat Meaning:
Mutakallim Main
Istafhaam
Amar
CO Kya
Hukm
Misaal Key Liye Ham Ek Kalimah Lete Hain.
KatabaE (Usne Likha) Ab Iske Aghaz Mein Alif
Key Teenon Halat Layenge
1. Mutakallim-s1 Aktubu (Main Likhta Hun.
2.Istafhaam-5l4|A+Aktubu (Kya Main Likhta
Hun?)
3. Amar-S Uktub (Likho)
Amar Key Liye Jab Alif Aata Hai To Kalimey Mein
Se Huroof eillat Ko Hazaf Kar Deta hai.
Pg 34
Huroof Eillat(Vowels:
Jis Tarah English Zaban Mein 5 Huroof "A,E,I,O
Aur U" Vowel (Huroof Eillat) Hain Usi Tarah
|Arabic Urdu Aur Farsi Zaban Mein 3 Huroof Eillat
Vowels Hain: s 9
aillgal
Agar Kahna Ho Ki Taqwa Ikhtiar Karo, Daro,
To Lafz "Taqwa ssä Se Pahle Alif Lagayenge
"

To Amar Key Liye Alif Aane Ki Wajah Se Huroof


Eillat "Yaas" Hazaf HoJayega To Lafz Banega
"Ittacquu ssl Aur Lafz Allah Kal Alif 9 Sey Mil
Jayega To Jama Ki Alamat Ban Gaya To "Ittaquu
sas Ka Ma'ana Hoga Sab Daro.
Wattaqullah l saal s AurAlah Ka TagwaThthraro

Taqwa Ka Huroof Maddah s ä Hai Aur Yeh


9
Maddah Qur'an Mein Taqreban 300 Martaba
Aaya hai Aur Allah Ka Huroof Maddah J Hai
Aur Yeh Maddah Qur'an Mein Taqreban 5.5
Hazar Martaba Aaya hai.
Innal Aur Anna 3l:
Agar Noon j Par Shaddah Ho Aur Hamzah Par Fattha
Ho Ya Kasrah Har 2 Haal Mein Ma'ana "Beshak,
Yageenan..Hoga.
Pg. 35
Qur'an Majeed Mein Inna Aur Anna Taqreban
2000 Se Zyadah Martaba Aaya hai.
Sameeun as Aur Aleemun le In Dono Kalime
Ka Wazan Faeilun Jas Hai
Samia 2a-Usne Suna, Sameeun 2-Azal Sey
Abad Abad Key SunNey Waley.
Alima ale -Usne Jana, Aleemun ale Azal Sey
Abad Abad Key JanNey Waley
Sameeun a Ka Huroof Maddah u» Hai
Aur Yeh Maddah Qur'an Mein Taqreeban 250
Martaba Aaya hai, Aur Aleemun ale Ka Huroof
Maddah p Je Hai Aur Yeh Maddah Qur'an Mein
1000 Sey Zyadah Martaba Aaya hai.
Inna Allah Sameeun Aleem alE ias aill 3
BeshakATahBchadSunne WalaAu Behadjanne WalaHai,
Surat Al-Hujraat Ayat 1 Tarjuma

Ay Ahle Imaan! Allah Aur Uskey Rasool


Key Samne Pesh Qadmi Na Karo Aur Allah
Ka Taqwa Ikhtiar Karo Beshak Allah Behad
SunNey Wala Aur Behad JanNey Wala Hai.
Pg 36

You might also like